About Me

Allama Iqbal Shayari

Zindagi Insaan Ki Ik Dam K siva kuch bhi nahi
Dam Hawa ki mojh he Ram K siwa kuch bhi nahi

             Gul tabasam kh rha thaa zindgaani ko magar
             Shama boli Garyae Gham K siwa kuch bhi nahi

Raaz Hasti raaz he jab tak koi mehroom na ho
Khil gya jis dam to mhrm k siwa khuch bhi nahi

            Zayreene Qaabaa Se Iqbaal Ye pochay Koie
            Kiya Harm ka Tohfa Zam Zam K siwa Kuch bhi nahi




Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------



Dill Se jo baat nikalti he asar rahkti he
Par Nahi taqate parwaaz magar rakhti he

    Qdsi alasal he rfat py nazar rakhti he
        Khaq Se Uthti He Garoon Py Nazar rakhti he

Ishk tha fitna gro sarkash o chalak mara
Aasman chir gya nala be baak mara

    Peer grodon ne kha sun k khain he koi
    Boly siyaary sar arsh brain he Koii

Chand Khta tha Nahi ahle zamee koi
Khkashan khti thi posheeda khi koi

        Kuch jo samjha mery shikwy ko to rizwaan samjha
        Mujy janat se nikaala hoa insaan samjha


Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------



Daryaa-e-Ishk Me Apna Maqaam peda kar
Naya zamana nay suba shaam peda kar

     khuda Agar dill fitrat shinaas de tujhko
     Sakot lala o gull se qalam peda kar

Uthana Sheesha Gar In Firang K ahsaas
Safaal hin se mina o jaam peda kar
                                     
         Me shakh taak hon meri ghazal he meraa samar
     Mery Samar se my lala Fam Peda Kar
   
Mara tareeq umri nhi faqeeri he    
khudi na beej ghreebi me naam paida kar
                                 



Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------

Post a Comment

0 Comments