Jurty Hoy Dekha Na Totty hoy dill ko
Gir jaain aanso to Uthay nahi jaaty
Mery Ban Jao
Wafa Ki Qadar to aaj bhi boht he faraz
Faqat mit chuky hain toot k chahny waly
Mery Ban Jao
Dill me hota to kisi tor nikal bhi jaata
Ab to wo shakhs boht dor talak he mujh me
Mery Ban Jao
Tujh se bichar k hum bhi mukadar ho gye
Phir Jo bhi dard mila he usi dard k ho gye
Mery Ban Jao
Wo hamary paas bethy hain Kho lamhon se tham jay
Kabhi bhi dor nazron se na wo jayin na ham jayin
Ajeeb hain khal muhabat k suno neendain nahi aati
Kisi K khuab aankhon me agr bachpan se jam jayn

0 Comments