Phr youn hoa ky sath tera chorna parra sabit hoa hai ky lazim o mazloom kch nahi.
Aag lehra ky chali hai isy aanchal kr do tum mujhe raat ka jalta hoa jangal kr do.
Maine kaha k bahut pyaar aata hai tum par, wo muskura k bole or tumhe aata hi kya hai.
Hum he waf a shikan sahi aor hum he bewafa Hum to wafa shaar thy tum q badal gaye?
Dil munafiq tha shab hijar mai soya kaisy_ _ Aor jab tujh sy mila to toot ky roya kesy…
Hum roz udaas hoty hain aor sham guzar jati hai Aik roz sham udaas hogi aor haum guzar…
Social Plugin