About Me

Dukhi Shayari – Talab sohbae hasti k so abb aur kia ho gi

Dukhi Shayari – Talab sohbae hasti k so abb aur kia ho gi


Talab sohbae hasti k so abb aur kia ho gi,
Jinhain mohn se laga rakha hai wo khali piale hain.
==========================
Zaroratan bhi banate hain log kuch kirdar,
Kahaniyon ko meri jaan kahaniyan hi samaj.
==========================
Zinda reh lon kisi sorat to bari bat hai ye,
Warna jaan se to guzarna koi dushwar nahin.
============================
Zindagi jabar e musalsal ki tarah kati hai,
Jane kis juram ki pai hai saza yaad nahin.
============================
Esy bardhy ke manzily raste mai bich gy
Esy gy ke phir na kabhi lotna howa
==========================
Ek pal ko teri yad ay tu mai sochta ho
Khwab ke dehshat may bhatka howa ahoo-n ho ga
============================
Zara to kam hoen tanhaian parinde ki,
Abb aik khof bhi is ashian me rehta hai.
=========================
Dobane ko hai mahet e waqt me apna wajood,
Abb josi zindagi beher ashana hone ko hai.
=========================
Doba hoa tha sheher to khosh thi har ik mooj,
Pani utar gea hai to darya udas hai.